EK SHKS NE APNI BETIO KO QATAL KAR DIA FUNDAMENTALS EXPLAINED

Ek shks ne apni betio ko qatal kar dia Fundamentals Explained

Ek shks ne apni betio ko qatal kar dia Fundamentals Explained

Blog Article

249.       Phir jab Talut lashkar lekar chala, to usne kaha: “ek dariya par Allah ki taraf se tumhari aazmaish hone wali hai, jo uska pani piyega, woh mera saathi nahin. Mera saathi sirf woh hai jo us se pyas na bujhaye, haan ek aadh chillu koi pee le to pee le”. Magar ek giroh e qaleel ke siwa woh sab us dariya se sairaab huey, phir jab Talut aur uske saathi muslim dariya paar karke aage badhey to unhon ne Talut se kehdiya ke aaj hum mein Jaaluth (Goliath) aur uske lashkaron ka muqabla karne ki taaqat nahin hai, lekin jo log yeh samajhte thay ke unhein ek din Allah se milna hai, unhon ne kaha: “ baaraha aisa hua hai ke ek qaleel giroh Allah ke izan se ek badey giroh par gaalib aa gaya hai, Allah sabr karne walon ka saathi hai.”

229.       Talaq do baar hai, phir ya to seedhi tarah aurat ko roak liya jaaye ya bhale tareqe se usko ruksat kardiya jaaye, aur ruksat karte huey aisa karna tumhare liye jayiz nahin hai ke jo kuch tum unhein de chuke ho, usmein se kuch wapas lelo, albatta yeh surat mustasna hai ke zawjain ko Allah ke hudood par qayam na reh sakne ka andesha ho, aisi surat mein agar tumhein yeh khauf ho ke woh dono hudood e ilahi par qayam na rahenge, to un dono ke click here darmiyan yeh maamla ho jaane mein muzahiqa nahin ke aurat apne shohar ko kuch muawaza dekar alaidagi haasil karle, yeh Allah ke muqarrar karda hudood hain, inse tajawuz na karo, aur jo log hudood e ilahi se tajawuz karein wahi zalim hain.

eighty one.         Jo bhi badhi kamayega aur apni khata-kaari ke chakkar mein pada rahega, woh dozakhi hai aur dozakh Hello mein woh hamesha rahega.

269.       Jisko chahta hai hikmat ata karta hai, aur jisko hikmat (knowledge) mili usey haqeeqat mein badi daulat mil gayi, in baaton se sirf wahi log sabaq lete hain jo danishmand hain.

41.         Aur maine jo kitaab bheji hai uspar iman lao, yeh us kitaab ki taeed (affirmation) mein hai jo tumhare paas pehle se maujood thi, lihaza sabse pehle tum Hello iske munkir na ban jao thodi keemat par meri aayaat ko na bech daalo aur mere gazab se bacho.

Woh kehne lage : bhala yeh kaise ho sakta hai ke hum raah e khuda mein na ladein, jabke humein apne gharon se nikaal diya gaya hai aur hamare baal bacche humse juda kardiye gaye hain? Magar jab unko jung ka hukm diya gaya to ek qaleel tadaad ke siwa woh sab peeth moad gaye, aur Allah unmein se ek ek zalim ko jaanta hai.

3.            Jo gaib par iman latey hain, namaz qayam karte hain , jo rizq humne unko diya hai usmein se kharch karte hain.

23.         Aur agar tumhein is amr mein shakk hai ke yeh kitaab jo humne apne banday par utari hai, yeh hamari hai ya nahin, to iske manind (comparable) ek Hello surat bana lao, apne saare ham-nawa ko bula lo (associates to assist you), ek Allah ko chodh kar baki jis jis ki chaho madad lelo agar tum sacche ho to yeh kaam karke dikhao.

Lihaza jis shaks ko uske Rubb ki taraf se yeh naseehat pahunche aur aainda ke liye woh sood-khori se baaz aa jaaye , to jo kuch woh pehle kha chuka, so kha chuka, uska maamla Allah ke hawale hai aur jo is hukm ke baad phir isi harakat ka iaada(repeat) kare, toh jahannumi hai, jahan woh hamesha rahega.

161.       Jin logon ne kufr ka rawayya ikhtiyar kiya aur kufr ki haalat mein Hello jaan di, unpar Allah aur farishton aur tamaam Insano ki laanat hai.

149.       Tumhara guzar jis muqaam se bhi ho wahin apna rukh (namaz ke waqt) masjid e haraam ki taraf pher do, kyunke yeh tumhare Rubb ka bilkul bar-haqq faisla hai aur Allah tum logon ke aamaal se be-khabar nahin hai.

214.       Phir kya tum logon ne yeh samajh rakkha hai ke yunhi jannat ka daakhila tumhein mil jayega, halaanke abhi tumpar woh sab kuch nahin guzra hai jo tumse pehle iman laane walon par guzar chuka hai?

fifty three.         Yaad karo ke (theek us waqt jab tum yeh zulm kar rahe thay) humne Moosa ko kitaab aur furqan ata ki taa-ke tum uske zariye se seedha raasta paa sako.

217.       Log puchte hain maah e haraam mein ladna kaisa hai? Kaho: is mein ladna bahut bura hai, magar raah e khuda se logon ko roakna aur Allah se kufr karna aur masjid e haraam ka raasta khuda paraston par bandh karna aur haram ke rehne walon ko wahan se nikalna Allah ke nazdeek is se bhi zyada bura hai aur fitna khoon-rezi se shadeed-tar hai.

Report this page